Dramebaaz Song Lyrics & Video from Bollywood Movie Nautanki Saala (2013). The song is sung by Geet Sagar. Music of song composed by Mikey McCleary. Lyrics of Dramebaaz- Hindi Song penned by Kausar Munir. The film stars Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur in the lead roles along with Pooja Salvi and Evelyn Sharma. The Movie release on 12 April 2013.
Song Title: Dramebaaz
Song Writer: Kausar Munir
Singer: Geet Sagar
Music Composer: Mikey McCleary
Movie Album: Nautanki Saala
Music Label: T-Series
Life hai aapa-dhaapi… woh wo!
Sabki hai maafa-maafi… woh wo!
Zor se dhakka maro bus ek sorry kaafi
(Thoda adjust kar lo na bhai)
Beat-up, repeater yahaan sab hain cheater
Haan sab hi lagaate hain waat
Dil se lagaaye jo, apna banaaye jo
Usko hi padti hai laat
Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Draamebaaz sab yahaan (x2)
Woh woh o o…
Life hai danda-gilli… woh wo!
Sab ki udti hai khilli… woh wo!
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Kabhi kabhi ludak ke here
Kabhi kabhi ludak ke there
Ludak ludak everywhere
Life is Lota, please take care
Kaano ki baali woh hothon ki laali
Maala badi hai jhakkas
Magar jab utaara husan ka pitara
Toh aashiq bechara khallas (woh..)
Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Dramebaaz sab yahaan (x2)
Woh wo o o…
Life hai atti-batti, woh wo..
Sab hi karte hain katti, woh wo!
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi
Ooo yeah… Ooo yeah! woi yo yo…
Tu bhi Dramebaaz main bhi Dramebaaz
Saale Dramebaaz sab yahaan (x2)
Woh wo o o…
Life hai aapa-dhaapi, woh wo…
Sabki hai maafa-maafi, woh wo…
Zor se dhakka maro bas ek sorry kaafi
Bas ek sorry kaafi…
Nautanki Saala…!

